Tuesday, June 18, 2013

zindagi mein tu sabhi pyar kiya kartay hain

Photo: zindagi mein tu sabhi pyar kiya kertay hein♥
mein tu marr ker bhe meri jaan tujhay chaahoun ga♥

tu mila hai tu yeh ehsaas howa hai mujh ko♥
yeh meri umar mohabbat kay liyay thori hai♥
ik zara sa gham-e-dooraan ka bhe huq hai jis per♥
mein nay wo saans bhe teray liyay rakh chorii hai♥
tujh pay ho jaounga, qurbaan tujhay chahoon ga♥
mein tu mar ker bhe meri jaan tujhay chaahoun ga♥

apnay jazbaat mein naghmaat rachanay kay liyay♥
mien nay dharkan ki tarha dil mein basaya hai tujhay♥
mein tasavur bhe judai ka bhala kaisay karoun?♥
mein nay qismat ki lakeroon say churaya hai tujhay♥
pyar ka ban kay nigehban tujhay chahoon ga♥
mein tu mar ker bhi meri jaan tujhay chahoon ga♥

teri hur chaap say jultay hein khayaloun mein charagh♥
jub bhe tu ayee, jagata howa jadoo ayee♥
tujh ko choo loun tu phir aye jan-e-tamanna mujh ko♥
dair tuk apnay badan say teri khusbhoo ayee
tu bahaaroun ka hai unvaan tujhay chaahoun ga♥
mein tu mar kar bhi meri jaan tujhay chahoon ga♥

zindagi mein tu sabhi pyar kiya kartay hain♥
mein tu mar kar bhi meri jaan tujhay chahoon ga☻

fatima ahmad
 
zindagi mein tu sabhi pyar kiya kertay hein♥

---------------------------------------------------------------
THIS BLOG only FOR Shayari, Ghazel, Love Shayari
Sad Shayari, Sad Ghazel, Bewafa Shayari, Poetry
Love Poetry, Friends Shayari, Funny, Joke, Funny
Shayari, Ghazal, Love Ghazal, Sad Ghazal, Eid
Shayari, EID Mubarak shayari, Thought, Beautiful
Thought, Love Thought, Sad Thought, Friendship
Thought, Urdu Shayari, Hindi Shayari....
---------------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment